Wednesday, December 18, 2013

ab ki baar

Ab ki baar neend ko rokna nahi,
bas intezzar rahega.
Ab ki baar uthna nahi
kaseer ko,
Bas kabhi na tutane wala khwaab rahega.

No comments:

Post a Comment